Posts

Apply Pareto Principle 80/20 Rule in Relationship

Image
  "Kaam Aane wale rishton ko apnaye or Kaam nikalne wale rishton se picha chudaye" According to this rule, Hmare kie jaane wale 80% Kamo se hume 20% results milte hai or 20% kie jaane wale kamo se 80% result milte hai. Aise hi aaj hmari life me jin logo ko hum apna almost 80% time dete hai jese (Friends/Boyfriend/Girlfriends/Others) wo shyad hmare lie vastav me 20% matter krte honge pr jo rishtey ya family members hmare lie sbse jyada almost 80% matter krte honge or hmare lie bhut jyada concerned honge unhe lie hum bus 20% efforts or samay dete hai. Kbhi na kbhi apne bhi mehsus kia hoga ki jb hmara breakup hota hai ya hume kisi bhut ache dost se dhokha milta hai to hum bhut akela or disturbed mhsus krte hai us time par hume apne parents ki yaad aati hai or is situation me unki presence humare aspass hume bhut safe, secure or peaceful lgti hai. Isliye hmesha un rishton ki kadar or respect kare jo har situation me hmara sath dete ho. Advice :-   Apna 80% time or efforts un rish

Making Bond with Family !

Image
 "Family me sabhi rishton se banaye Bond, Rakhe apne Rishtey ko hmehsa Strong" Agar hum ek aise Parivaar ki kalpana karte hai jaha par apne se bdo ka maan sammaan, rishton ki care or unka dhyan rakha jata hai to family me sbhi ko apne rishton ke beech ke bond ko or strong banane ke lie ek dusre ke lie efforts bhi karne hote hai.  Parents ko bchho ke interest, Priority or Preferences ka dhyan rkhna chahiye or bchho ka bhi yhi farz hai ki wo apne parents ko usi tarh se samjhne ki koshish karen. Parivaar me sbhi ko ek dusre ke sath quality time spend karna chahiye jisse rishton me ek acha bond bnta hai or dhyan rkhna chahiye ki kisi ko bhi hurt ya naraz na karen. Apne care or pyar se hi hum apne rishton me bond bnaye rkhte hai or usse hi hmare rishtey hmesha strong bne rhte hai. Advice:- Family ke sbhi ek sath bethkar Khana khaye.       2. Family me sbhi ek dusre ki Khushio ka dhyan rkhe or kisi ko hurt na karen.       3. Family me koi bhi Dispute ya misunderstanding hone pr tu

Quality Time with Family !

Image
 "Quality Time Family Ke sath, Rakhe Apko hmesha Recharged" Is bhag Daud bhari jindagi me jyadatar log itne busy hote ja rhe hai jinke pass na to apne lie or na hi apni family ke lie samay rh gaya hai. Work Life Balance banana bhut important hai or uske sath hi family ke sang quality time bitana hmare lie energy booster ka kaam karta hai. Chahe din bhar ki kitni bhi thakaan ho agar hum ghar par hai or apno ke beech hai to mauj-masti krte hai or bhut relaxed ho jate hai or is tarah khud ko recharged mhsus karte hai jisse din bhar ka sara stress khatam ho jata hai or ye hmari health or rishtey dono ke lie bhut important hai. Advice:- Work Life Balance karne ki koshish Kare.        2. Family ke sath Quality time spend karen.        3. Family Time pr Mobile ka use Km se Km karen. #YouShareWeCare

Importance of Family and Relationships in our life !

Image
 "Sanso ki jrurat ho jese Jindgi ke lie, Rishtey hume chahiye Jeene ke lie" Aaj ke samay me carrier oriented hona bhut achi bat hai par sirf career oriented hona achi bat nhi hai. Iske chalte bhut se log apni health ke sath or apne rishton ki care nhi kr pa rhe hai jo khin na khin jeevan ke lie bhut jruri hai. Aaj ke samay ki sanskar hmare gharo se gayab hote ja rhe hai or is tarah hmare parivar khatre me a rhe hai. Hmare desh ki sanskriti ki khoobsurti yaha pr logo dwara nibhaye jane wale rishton se hai.  Waqt hai rishton ko nibha lo or sanskriti ko bacha lo.... Advice:-  Daily thoda time apni family ke sath time spend Kare.        2. Kaam aane wale or Kaam nikalne wale logo ki pehchan karna sikhen.        3. Jinke lie hum important hai unhe kbhi hurt ya phir kbhi naraz na hone dein.       4. Rishton or unki ahmiyat ko waqt rhte smjhne ki koshish karen. #YouShareWeCare